Please rate this song between 1 star and 5 stars (5 stars being the best). Just move your mouse on the stars above and click as per your rating. Your rating will really help us to improve our website.
Comments for song "Mere Pairon Me Ghunghroo Bandha De"
aneeshdollydhody φ*ANEESH*φ on Sunday, June 13, 2010 Movie : Sunghursh Singers : Mohammad Rafi Song : Mere Pairon Mein Ghunghroo
Bandha De Lyricist : Shakeel Badayuni Actors : Dilip Kumar, Vyjayanthimala,
Sanjeev Kumar Music Director : Naushad
aneeshdollydhody φ*ANEESH*φ on Sunday, June 13, 2010 zara mukhde.. hoye hoye zara mukhde se ghunghta hata de to phir meri chaal
dekh le mohe laali chunar.. mohe laali chunariya odha de to phir meri chaal
dekh le mere pairon mein ghunghroo bandha de to phir meri chaal dekh le
This song is a hit number from the film Sunghursh. This film was released
in the year 1968 under the direction of Harnam Singh Rawail. Lead roles in
the film are played by Dilip Kumar, Vyjayanthimala and Sanjeev Kumar.
aneeshdollydhody φ*ANEESH*φ on Sunday, June 13, 2010 roop hai laakhon aur ik dil hai aape mein rehna bhi mushkil hai aape mein
rehna bhi mushkil hai koi ankhiyo.. haaye haaye koi ankhiyo se daaru pila
de to phir meri chaal dekh le zara nain mila ke zara dil laga ke ek nazar
se dil bharmaaye dooji se le jaaye teekhi nazar tu aisi maare jo dekhe lut
jaaye saari duniya tujh pe deewaani main bhi to dekhun teri jawaani main
bhi to dekhun teri jawaani
aneeshdollydhody φ*ANEESH*φ on Sunday, June 13, 2010 kya chaal hai tori zara jhoom le gori haaye dole kisi ki nathni jhoome
kisi ka jhumka har paari dil thaam le apna aisa lagaaun thumka kaise
bhala.. jab ho kisi ki byaah sagaayi meri jawaani le angdaayi meri jawaani
le angdaayi koi meri.. haaye haaye koi meri bhi shaadi kara de to phir meri
chaal dekh le mere pairon mein ghunghroo bandha de to phir meri chaal dekh
le koi ghoonghat waali mere dil pe chalaaye chhuriyaan koi naino waali
chhode naino se phuljhadiyaan
surya8100 on Wednesday, April 13, 2011 G8 all nauces of a female voice tat only rafi sahab can do in tis world i think
jagnaniss on Saturday, May 07, 2011 Most favorite song
S MOH on Friday, December 28, 2012 NO WILL EVER TOP DILIP KUMAR..HE IS THE UNDISPUTED KING OF INDIAN
CINEMA..WITH HIM STARTED THE INDIAN FILM INDUSTRY...LONG LIVE THE
GREATEST
sureshshah3 on Monday, November 04, 2013 What an expression , Rafi Saab , Koi Ankhiyon Se daru Pila De To Phir Meri
Chaal Dekh Le. No one can touch King of Playback singing ...Rafi
Saab.Very Good Upload.Keep It Up.
Mansoor Suhail on Monday, January 06, 2014 Absolutely fantastic. No replacement.
9 comments related to song Mere Pairon Me Ghunghroo Bandha De shown on 1 pages.